Ho..oo…
Aankhein Yeh Teri
Kuch Keh Rahi
Mohabbat Ka Paigam
Mujhe De Rahi
Aankhein Yeh Teri
Kuch Keh Rahi
Mohabbat Ka Paigam
Mujhe De Rahi
Door Raho Naa
Tum Itne Kareeb Aao
Dil Ke Azeez
Ban Jao Ban Jao
Abki Baarish Mein
Tum Mere Ho Jao
Abki Baarish Mein
Tum Mere Ho Jao
Main Tujh Mein Bheeg Jaun
Tum Mujhme Bheeg Jao
Door Raho Naa Tum
Itne Kareeb Aao
Abki Baarish Mein
Tum Mere Ho Jao
Main Tujh Mein Bheeg Jaun
Tum Mujhme Bheeg Jao
Ankhon Mein Teri
Behane De Mujhko
Mujhko To Inn mein Hai
Duniya Basaani
Badi Shiddato Se
Chahun Main Tujhko
Meri Mohabbat Ki
Tu Hai Nishani
Chahat Hai Meri
Tum Mujh Mein Kho Jao
Meri Hasaraton Ki
Tum Aadat Ban Jao
Abki Baarish Mein
Tum Mere Ho Jao
Abki Baarish Mein
Tum Mere Ho Jao
Main Tujh Mein Bheeg Jaun
Tum Mujh mein Bheeg Jao
Door Raho Naa Tum
Itne Kareeb Aao
Abki Baarish Mein
Tum Mere Ho Jao
Main Tujh mein Bheeg Jaun
Tum Mujhme Bheeg Jao