Ye soch ke dil mera
Zoron se dhadakta hai
Kisi aur ki chhatt pe kyon
Mera chand chamakta hai
Ye soch ke dil mera
Zoron se dhadakta hai
Kisi aur ki chhatt pe kyon
Mera chand chamakta hai
Hum doob gaye jaana
Ankhon ke paani mein
Jaane wo kaise log the
Jinko kinara mila
Bedardi se pyaar ka
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dobara mila
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dobara mila
Bedardi se pyaar ka
Hamein pyar ab dobara
Hona bohat hai mushkil
Chhoda kahaan hai tumne
Humko kisi ke kabil
Hamein pyar ab dobara
Hona bohat hai mushkil
Chhoda kahaan hai tumne
Humko kisi ke kabil
Humne chirag leke
Chhaane hain raste saare
Paya nahi kisi ko
Dil mein siwa tumhare
Kehte hain dhoondo to
Rabb bhi mil jaata hai
Haye naseeba ishq na humko hamara mila
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dobara mila
Har waqt andhera hai dil mein
Chaahe dhoop rahe ya raat rahe
Kuch bhi to nahi badla hum mein
Barbaad the hum barbaad rahe
Hum jiske liye duniya bhoole
Usko bhi kahaan hum yaad rahe
Hamein apne muqaddar se
Bas ek shikaayat hai
Kya baat hui kyun na sath humko tumhara mila
Bedardi se pyaar ka
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Sahara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dobara mila
Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dobara mila
Dobara mila!
معنیش رو هم بذارین ب فارسی