Tu chahta nahin toh na
Tujhse milunga
Main teri gali ki taraf
Rukh karunga
Tu chahta nahin toh na
Kuch bhi kahunga
Naa honthon se apne
Uff bhi karunga
Yeh baat teri hai
Manjur mujhko
Magar yeh naa kahana ki
Bhula doon main tujhko
Magar yeh naa kahana ki
Naa chahun main tujhko
Magar yeh naa kahana ki
Bhula doon main tujhko
Kabhi khwaab tere joh
Aankhon mein aaye
Toh kah dungi unn se
Kahin orr jaaye
Kabhi baat teri joh
Love karna chahe
Toh kah dungi un se
Ruke thahar jaaye
Izazat yeh de de
Nigahon ko meri
Kahin door se main
Tujhe dekh loonga
Tujhe dekh loonga
Tujhe dekh loonga
Zara toh sukun de
Bechain dil ko
Magar yeh na kahana
Bhula doon main tujhko
Juda hoke tujhse main
kaise jiyungi
Ho palkon mein aansu
Magar main hansungi
Karun kya mukaddar hai
Mujhe khapa saa
Bahle naam de de tu
Mujhe bewafa ka
Yeh ilzam bhi hai
Manjur hai mujhko
Magar yeh na kahana
Bhula doon main tujhko
Aaaaa..
Naa kahana
Ke bhula doon main tujhko