Chhoti si khawahish liye ghoomta hai
Guzre huye waqt ko dhoondhta hai
Toot kar aur masoom ho jaata hai
Dard ko bhi yeh maloom ho jaata hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Chhoti si khawahish liye ghoomta hai
Guzre huye waqt ko dhoondhta hai
Toot kar aur masoom ho jaata hai
Dard ko bhi yeh maloom ho jaata hai
Sar se paaon talak dil hai bhola
Sar se paaon talak dil hai bhola
Sar se paaon talak dil hai bhola
Sar se paaon talak dil hai bhola
Bheegi naa aankhein ye iss tarah roya
Kaise bataaye ke kya kya hai khoya
Aaj phir waqt ki kuchh kami si lage
Saans seene mein hai par thami si lage
Joh bujhe na kabhi yeh vo shola
Sar se paaon talak dil hai bhola
Joh bujhe na kabhi yeh vo shola
Sar se paaon talak dil hai bhola
Bholepan ki baatein kare har ghadi
Farz se khwahishein par hamesha ladi
Nanha sa ek rishta bulaaye kahin
Raaste mein hai magar mushkilein hain badi
Waqt ne bhed jinka hai khola
Sar se paon talak dil hai bhola
Waqt ne bhed jinka hai khola
Sar se paon talak dil hai bhola
Aaj Phir Jeene ki tamanna hai
Aaj Phir Marne ka iraada hai.