Tu yun na judaion ki
Haaye batein kiya kar
Hum chhote dil wale hain
Darr jaayenge
Hum tujhme itna doob gaye
Jaise machhli dariya mein
Arey baahar agar nikle to
Marr jaayenge
Hum tujhme itna doob gaye
Jaise machhli dariya mein
Arey baahar agar nikle to
Marr jaayenge
Nibhayi rasam’an ve
Ho tainu kasam’an ve
Tu mainu chhodiyo na
Mere khasam’an ve
Nibhayi rasam’an ve
Ho tainu kasam’an ve
Tu mainu chhodiyo na
Mere khasam’an ve
Hum khaali khaali khaali
Is khaali duniya mein
Tu haath zara lagana re
Bar jaayenge
Hum tujhme itna doob gaye
Jaise machhli dariya mein
Arey bahar agar nikle to
Mara jaayenge
Arey bahar agar nikle to
Mara jaayenge
Tumhein kabhi jo mujhko chhod kar
Phir waapas aana hoga
Mere ghar ka pata
Mere shehar ka paagalkhana hoga
Tumhein kabhi jo mujhko chhod kar
Phir waapas aana hoga
Mere ghar ka pata
Mere shehar ka paagalkhana hoga
Mere ghar ka pata
Mere shehar ka paagalkhana hoga
Ho tere bin yeh duniya waale
Duniya waale ho jaani
Haaye poochh poochh tera haal
Paagal kar jaayenge
Hum tujhme itna doob gaye
Jaise machhli dariya mein
Arey bahar agar nikle to
Mara jaayenge
Arey bahar agar nikle to
Mara jaayenge
Yeh bas baatein kar sakte hai
Aur kuchh bhi kar nahi sakte
Yeh tere diwane naqli se
Tere vaaste marr nahi sakte
Yeh tere diwane naqli se
Tere vaaste marr nahi sakte
Ikk hum hain teri khaatir
Bas tere kehne pe
Haaye bina kisi sawal
Suli chadh jaayenge
Hum tujhme itna doob gaye
Jaise machhli dariya mein
Arey bahar agar nikle to
Mara jaayenge
Arey bahar agar nikle to
Mara jaayenge