استبین بن – Ek Mulaqaat

دانلود آهنگ جدید استبین بن به نام Ek Mulaqaat

Stebin Ben – Ek Mulaqaat

متن موزیک Ek Mulaqaat از استبین بن Stebin Ben

Tera Yeh Haal Kaisa Hai Mere Bina, Mere Bina Tu Kisko Yaad Karti Hai Mere Siwa, Mere Siwa

Main Tere Khyaal Mein, Aata Hoon Raat Ko Kya, Raat Ko Kya? Teri Saans Bharati Hai, Soch Ke Mere Baare Mein Kya?

Teri Yaad Bhi Mujhko Sataaye Yeh Dil Tera Hona Chahe

Ek Mulaqat Hi Sahi Mere Paas Zara Tu Aana Ek Mulaqat Hi Sahi Mera Sab Kuch Tu Ban Jaana

Mujhko Pukaar Le Kabhi Aa Jaoonga Chhod Ke Kaam Main Saara Bas Ek Baar Hi Sahi Mujhe Chhoo Ke Tu Phir Chale Jaana

Aashiq Mar Jaata Hoon, Jab Tu Saamne Aati Hai Dhyaan Nahin De Paata, Jab Tu Baat Sunati Hai

Tujhko Kaise Bataun Teri Baahon Mein Rehna Chaahun Paas Teri Aata, Tu Bhi Muskurati Hai

Ab Khel Liya Hai Kaafi Aa Banja Meri Tu Saathi

Ek Mulaqat Hi Sahi Mere Paas Zara Tu Aana Ek Mulaqat Hi Sahi Mera Sab Kuch Tu Ban Jaana

Mujhko Pukaar Le Kabhi Aa Jaoonga Chhod Ke Kaam Main Saara Bas Ek Baar Hi Sahi Mujhe Chhoo Ke Tu Phir Chale Jaana

  1. کاربر گفت:

    عالییییی هند بهترینه بالیوود 🤘🤘🤘🤘🤘💜💜💜💜👸🏻👸🏻👸🏻👸🏻🕉🕉🕉🕉🖤🖤🖤🖤

  2. کاربر گفت:

    لطفا از استیبین بن و آرمان مالیک و دارشان راول زیاد بزارید
    بالیوود 🤘💜👸🏻🕉🖤🦋💠🧜🏻‍♀️

دیدگاهتان را بنویسید

نشانی ایمیل شما منتشر نخواهد شد. بخش‌های موردنیاز علامت‌گذاری شده‌اند *