ویشال میشرا – Galti

دانلود آهنگ جدید ویشال میشرا به نام Galti

Vishal Mishra – Galti

متن موزیک Galti از ویشال میشرا Vishal Mishra

Marte the tum pe, Tumne sach mein maar diya, Dil ko liya aur, Dil mein zehar utaar diya. Yeh haal karoge tum (ho o..), Yeh haal karoge tum, Yeh socha na tha yaara. Galti kar di maine, Na hoga ishq dobara, Galti kar di maine, Na hoga ishq dobara. Yeh haal karoge tum, Yeh socha na tha yaara, Galti kar di maine, Na hoga ishq dobara. Kuchh na socha kuchh na jaana, Main deewana tha, Mujhko to har haalat mein bas, Tumko paana tha oh o... Kuchh na socha kuchh na jaana, Main deewana tha, Mujhko to har haalat mein bas, Tumko paana tha. Chehra dil ka aaina hai, Baat ye jhoothi hai, Lagta tha masoom bada par, Bada sayaana tha. Sachmuch tune dil pe, Aisa vaar kiya, Dil ko liya aur, Dil mein zehar utaar diya. Yeh chaal chaloge tum, Yeh chaal chaloge tum, Yeh socha na tha yaara. Galti kar di maine, Na hoga ishq dobara, Galti kar di maine, Na hoga ishq dobara. Yeh haal karoge tum, Yeh socha na tha yaara, Galti kar di maine, Na hoga ishq dobara. Toda toda toda toda toda mujhe, Kahin ka bhi nahi mujhe chhoda tune, Kya thi khata dilo se kyon joda tune, Toda toda toda toda toda mujhe. Toda toda toda toda toda mujhe, Kahin ka bhi nahi mujhe chhoda tune, Kya thi khata dilo se kyon joda tune, Toda toda toda toda. Galti kar di maine, Na hoga ishq dobara.

دیدگاهتان را بنویسید

نشانی ایمیل شما منتشر نخواهد شد. بخش‌های موردنیاز علامت‌گذاری شده‌اند *