Anguthi mein jadau ya dil mein basau
Main sabko batau ya sabse chhupau
Anguthi mein jadau ya dil mein basau
Main sabko batau ya sabse chhupau
Tu heera mera haan kohinoor
Tu pass mere andhera door
Haan tu heera mera haan kohinoor
Tu pass mere andhera door
Mere sath chale duniya sari jale
Hai jannat’on ka ye heera mere gale
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Haan ameer main
Oh heeriye
Haan tere aane se hai badla naseeb
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Haan ameer main
Ho sham pighalti sone mein dhalti
Aisa hai roop tera
Ho sham pighalti sone mein dhalti
Aisa hai roop tera
Moti bikharte baatein jo karti
Aisa hai rutba tera
Ho sardi mein pashmina jaise
Ehsaas aisa tera
Ho tareefein teri karta rahun
Kagaz ke panne main bharta rahun
Haan tareefein teri karta rahun
Kagaz ke panno ko bharta rahun
Mere sath tu chale duniya sari jale
Hai jannat’on ka ye heera mere gale
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Haan ameer main
Oh heeriye
Haan tere ane se hai badla naseeb
Oh heeriye
Tujhe paake main ho gaya ameer
Haan ameer main
Anguthi mein jadau ya dil mein basau
Main sabko batau ya sabse chhupau
Anguthi mein jadau ya dil mein basau
Tu heera mera
Main sabko batau ya sabse chhupau