تونی کاکار – Iss Baar Sawan Mein

دانلود آهنگ جدید تونی کاکار به نام Iss Baar Sawan Mein

Tony Kakkar – Iss Baar Sawan Mein

متن موزیک Iss Baar Sawan Mein از تونی کاکار Tony Kakkar

Bheege nahi barsose Bheege nahi barsose Iss baar sawan mein tum aana Iss baar sawan mein tum aana Chahe thoke zamana Iss baar sawan mein tum aana Iss baar sawan mein tum aana

Barish ke bundho mein tu Aankhein jo mundhu mai tu Kagaz ki kasti mein hoon Bahta saa pani hai tu Dil mein dhadak hai tu Mera kya lagta hai tu Thofe mein main mangu main kya Dil lekar tum aana Iss baar sawan mein tum aana Iss baar sawan mein tum aana

Marsuf rehte ho tum Kab se mile hi nahi Milte the roj magar Aab silse hi nahi Milne ke mousam hai ye Mohabbat chupana nahi Banhon mein leke mujhe Tum mohabbat se bheegana Iss baar sawan mein tum aana Iss baar sawan mein tum aana

دیدگاهتان را بنویسید

نشانی ایمیل شما منتشر نخواهد شد. بخش‌های موردنیاز علامت‌گذاری شده‌اند *