Suno Gila Berukhi Ka Karenge
Tumse Fursat Mein Kabhi
Par Arzi Yeh Bhi Hai Khuda Se
Ke Kabhi Wakt Na Mile
Do Mod Hai Raaston Ke Yahan Se
Soch Lo Tumko Jaana Hai Kahan
Ek Oar Main Hoon Ik Taraf Khwaab Tere
Tum Suna Do Jo Bhi Hai Faisla
Jaa Rahe Ho Door Lekin
Yaad Tum Rakhna
Khwaab Tak Mein Bhi Tumhara
Naam Na Loonga
Aaj Tak Thi Zindagi
Tere Liye Meri
Kal Agar Maangoge Toh
Ek Shaam Na Doonga
Ja Rahe Ho Door Lekin
Yaad Tum Rakhna
Khwaab Tak Mein Bhi Tumhara
Naam Na Loonga
Deke Mujhko Dard Kaise
Muskurate Ho
Itni Besharmi Kahan Se
Yaar Laate Ho
Jo Mohabbat Tumne Seekhi
Hai Yahan Mujhse
Pyar Woh Auron Pe
Kaise Aajmaate Ho
Jab Talak Main Khud Ko
Pehle Saa Bana Na Loon
Hai Mujhe Dil Ki Kasam
Aaram Na Loonga
Jaa Rahe Ho Door Lekin
Yaad Tum Rakhna
Khwaab Tak Mein Bhi Tumhara
Naam Na Loonga
Ja Rahe Ho Door Lekin
Yaad Tum Rakhna
Khwaab Tak Mein Bhi Tumhara
Naam Na Loonga
Saamne Hokar Ke Mere
Do Jagah Ho Tum
Janta Hai Dil Tumhara
Bewafa Ho Tum
Sach Kahun Toh Na Kiya Hai
Jo Gunaah Maine
Umar Bhar Sehta Rahunga
Woh Saja Ho Tum
Na Dikhauga Tumhein Main
Mera Yeh Chehra
Ab Kisi Ka Hath Jab Tak
Thaam Na Loonga
Jaa Rahe Ho Door Lekin
Yaad Tum Rakhna
Khwaab Tak Mein Bhi Tumhara
Naam Na Loonga
Aaj Tak Thi Zindagi
Tere Liye Meri
Kal Agar Maangoge Toh
Ek Shaam Na Doonga
Ja Rahe Ho Door Lekin
Yaad Tum Rakhna
Khwaab Tak Mein Bhi Tumhara
Naam Na Loonga
Khwaab Tak Mein Bhi Tumhara
Naam Na Loonga
Sahi Dil Dukhaya Tha
Anjaane Mein
Mujhe Mashhoor Kar Diya
Zamaane Mein