Kyun dhunde hai tu khud mein
Gham yeh bataa
Jab jadoo yahaan chalti
Fizaaon mein hai
Kyun dhunde hai tu raat mein
Din ka pataa
Jab masti yahaan chandni
Raahon mein hai
Kyun dekhe hai tu
Aankh bhaar ek sapna
Sapne toh yahaan bunte
Hazaaron mein hai
Kyun dhunde hai tu
Bheed mein ek apna
Apne toh yahaan sab
Anjane bhi hai
Kyun dhunde hai tu
Raat mein din ka pata
Jab masti yahan chandni
Raahon mein hai
Aur kabhi kabhi joh ashkon se
Mulaqat hoti hai
Woh samjhane ko anjani
Ek baat hoti hai
Armaano ki sadak behna hai
Daudte ho pyaare
Jaha tu hai wahaan bhi
Toh barsaat hoti hai
Aur hoti hai joh bann ki
Phir se subah
Woh subah bhi chamakti
Kitaab hoti hai
Jaa le le tu bhi
Mann marzi ka maza
Kya rakha teri
Char deewaron mein hai
Kyun dhunde hai tu raat mein
Din ka pataa
Jab masti yahaan chandni
Raahon mein hai.