Aasaan nahi hai kehna
Tere bina main reh paunga
Sach mein main mar jaaunga
Sach mein main mar jaaunga
Ek pal ki doori tujhse
Nahi main seh paunga
Tere bina ruk jaaunga
Tere bina ruk jaaunga ho
Ek ghar naya basa ke
Rakh lun tujhe chhipa ke
Duniya se tujhe chura ke
Le aaunga
Chahe zameen utha ke
Chahe aasmaan gira ke
Sitaron se tujhe saaja ke
Le aaunga
Tere siwa ab naa ghuzara mera ve
Jeene ka junoon tu sahara mera ve
Mar ke bhi pass rahunga tere main
Sohneya haan haan
Palkon pe rakhta hun tujhko saaja
Tu hi toh hai mere jeene ki ek wajah
Tera hun main tera hi rahunga sada
Mahiya
Tere bina laage nahi mera dil yaara
Saanson pe tera hi naam hai
Tu shaam hai subah ka tu taara
Rahe door joh tu jaake
Sar saamne jhuka ke
Phir se tujhe mana ke
Le aaunga
Shikwe sabhi bhula ke
Naye raaste bana ke
Dil mein tujhe basa ke
Le aaunga
Aasaan nahi hai kehna
Tere bina main reh paunga
Sach mein main mar jaaunga
Sach mein main mar jaaunga
Ek pal ki doori tujhse
Nahi main seh paunga
Tere bina ruk jaaunga
Tere bina ruk jaaunga ho
Ek ghar naya basa ke
Rakh lun tujhe chhipa ke
Duniya se tujhe chura ke
Le aaunga
Chahe zameen utha ke
Chahe aasmaan gira ke
Sitaron se tujhe saaja ke
Le aaunga.