راحت فاتح علی خان Mere Ho Jao

دانلود آهنگ جدید راحت فاتح علی خان به نام Mere Ho Jao

Rahat Fateh Ali Khan – Mere Ho Jao

متن موزیک Mere Ho Jao از راحت فاتح علی خان Rahat Fateh Ali Khan

Baat Jo Hum Tum Kabhi Keh Na Sake Baat Woh Hum Tum Aaj Kar De

Jo Dilon Mein Hai Likha Hua Mohabbat Ka Wo Khat Aankhon Se Padhde

Sham Ko Shama Jalaye Khaas Ik Mehfil Sajaye Ishq Sa Kuch Tum Sunao Pyaar Sa Kuch Hum Sunaye

Aaj Tum Mere Ho Jao Aaj Hum Tere Ho Jaye Aaj Tum Parda Hatao Aaj Hum Nazrein Milaye

Aaj Tum Mere Ho Jao Aaj Hum Tere Ho Jaye Aaj Tum Parda Hatao Aaj Hum Nazrein Milaye

Sochte The Pal Suhana Aashiqui Ka Aayega Jo Dekhlo Wo Pal Yehi Hai Kal Kabhi Na Humne Dekhi Tere Mere Sath Ki Wo Khoobsurat Kal Yehi Hai

Paas Aao Hath Mere Hath Mein Do Gale Lag Jao Mujhe Aagosh Mein Le Lo Ik Dooje Ki Tarah Rukhsar Pe Hum Pakeezah Honthon Ko Dhar Le

Jo Dilon Mein Hai Likha Hua Mohabbat Ka Wo Khat Aankhon Se Padhde

Sham Ko Shama Jalaye Khaas Ik Mehfil Sajaye Ishq Sa Kuch Tum Sunao Pyaar Sa Kuch Hum Sunaye

Aaj Tum Mere Ho Jao Aaj Hum Tere Ho Jaye Aaj Tum Parda Hatao Aaj Hum Nazrein Milaye

In Mulakaton Se Pehle Mushkilon Ke Sath Guzri Hum Dono Ki Hi Zindagi Hai

Ye Toh Zahir Hai Meri Jaan Dard Koi Tumko Hoga Dard Koi Humko Bhi Hai

Tham Ke Badal Na Ho Jaye Aur Bhi Ghane Shab-E-Tanhai Ki Na Kathputli’an Bane Raaton Ke Sunne Sunne Sehra Ko Hum Khwabon Ke Dariya Se Bharde

Jo Dilon Mein Hai Likha Hua Mohabbat Ka Woh Khat Aankhon Se Padhde

Sham Ko Shama Jalaye Khaas Ik Mehfil Sajaye Ishq Sa Kuch Tum Sunao Pyaar Sa Kuch Hum Sunaye

Aaj Tum Mere Ho Jao Aaj Hum Tere Ho Jaye Aaj Tum Parda Hatao Aaj Hum Nazrein Milaye

دیدگاهتان را بنویسید

نشانی ایمیل شما منتشر نخواهد شد. بخش‌های موردنیاز علامت‌گذاری شده‌اند *