Sangemarmar Se Tujhko Tarasha Huaa
Pyar Tujhko Bhi Mujhse Zara Sa Huaa
Sangemarmar Se Tujhko Tarasha Huaa
Pyar Tujhko Bhi Mujhse Zara Sa Huaa
Noor-hi-noor Bikhra Hua Hai
Chand Pani Mein Utraa Hua Hai
Ek Ajab Kefiyat Hai Dekho,
Behta Pani Bhi Thehra Hua Hai
Behta Pani Bhi Thehra Hua Hai
Aa Chupa Lu Tujhe Na Lage Phir Nazar
Ab Zamane Ki Tujhko Ae Hamsafar,
Mere Dil Pe Hua Ab Tera Asar
Ab Lele Zara Tu Bhi Meri Khabar
Ab Lele Zara Tu Bhi Meri Khabar
Mere Dil Pe Toh Ab Ba Khuda Hi,
Tera Tera Hi Pehra Hua Hai
Noor-hi-noor Bikhra Hua Hai
Chand Paani Mein Utra Hua Hai
Ek Ajab Kefiyat Hai Dekho
Behta Pani Bhi Thehra Hua Hai
Behta Pani Bhi Thehra Hua Hai
Apne Dil Mein Liye Teri Chahat Phirun
Hale-e-dil Main Karun Kab Tujhse Bayaan
Tera Ehsaas Hai Ab Dil Ko Mere
Meri Yaadon Se Ek Pal Bhi Tu Na Gaya
Meri Yaadon Se Ek Pal Bhi Tu Na Gaya
Raat Kat Ti Hain Bechaniyon Mein
Tujhse Rishta Jo Gehra Hua Hai
Noor-hi-noor Bikhra Huaa Hai
Chand Paani Mein Utra Hua Hai
Ek Ajab Kefiyat Hai Dekho
Behta Pani Bhi Thehra Hua Hai
Behta Pani Bhi Thehra Hua Hai