Chehra bhi tera padh liya
Nazron mein tujhko bhar liya ve
Ab maangu ab maangu
Main aur kyaa
Gehra sa tune rang diya
Har khwaab poora kar diya ve
Ab maangu ab maangu
Main aur kyaa
Itne haseen yeh pal hain
Inki nazrein mai utaarun
Kuchh aur kaam kyoon karun
Tujhko hi nihaarun
Main toh
Warga ae rabb warga ae
Chehra tera chehra
Lagda ae chaand bhi
Pheeka pheeka re yahaan
Warga ae rabb warga ae
Chehra tera chehra
Lagda ae chaand bhi
Pheeka pheeka re yahaan
Tujh hi se bechainiyaan
Sukoon bhi
Ab jaan le yeh tu bhi
Jaana
Har zindagi mein mujhko
Hona tera
Main aisa jaise khamiyaan
Tu khoobi
Hoon jaanta bakhoobi
Jaana
Teri wajah se hi hai
Hona mera
Itne haseen yeh pal hain
Inki nazrein main utaarun
Kuchh aur kaam kyoon karun
Tujhko hi nihaarun
Main toh
Warga ae rabb warga ae
Chehra tera chehra
Lagda ae chaand bhi
Pheeka pheeka re yahaan
Warga ae rabb warga ae
Chehra tera chehra
Lagda ae chaand bhi
Pheeka pheeka re yahaan.