Dard Aisa Bhi
Kisi Peer Ka
Ho Nahi Sakta
Kaun Kehta Hai
Ranjha Heer Ka
Ho Nahi Sakta
Sharbat Jaisa Jaisa
Sharbat Jaisa Jaisa
Oho Kaun Shehar Ki Balliye
Main Door Se Hi Mar Jaani
Kiya Nazar Se Chhalni Jigra
Dil Pighal Ke Paani Paani
Oho Wai Wai Wai Wai Ho Ho
Oho Wai Wai Wai Wai Ho Ho
Bijliyan Teri Aankhon Se Dil Pe Giri
to Woh Phool Ban Gaye
Titliyan Tere Chaukhat Se Udd Ke Gaye
to Fizool Ban Gaye
Kabhi Coffee Pe to Chaliye
Peele Chehra Noorani
Saadgi Bhi Aur Rang Bhi
Sharbat Jaisa Paani
Oho Wai Wai Wai Wai Ho Ho
Oho Wai Wai Wai Wai Ho Ho
Kuchh Dabe Paon Samajhdari Se
Woh Ishq Karte Hain
Haan Kuchh Dabe Paon
Kuchh Dabe Paon
Kuchh Samajhdari Se
Woh Ishq Karte Hain
Ho Khwaabon Mein Gudguda Ke
Muskurane Pe Majboor Karte Hain
Ho Jaaniyan Yakeenan Tujhi Se
Judi Hai Meri Daastaan
Tu Meharban Jo Ho Jaaye to
Phir Mukammal Mera Karwaan
Kabhi Baahon Mein Bhi Miliye
Mehsoos Ho Kuchh Ruhaani
Saadgi Bhi Aur Rang Bhi
Sharbat Jaisa Paani
Oho Wai Wai Wai Wai Ho Ho
Oho Wai Wai Wai Wai Ho Ho.