آنکیت تیواری Taarifein

دانلود آهنگ جدید آنکیت تیواری به نام Taarifein

Ankit Tiwari – Taarifein

متن موزیک Taarifein از آنکیت تیواری Ankit Tiwari

Saara din teri baatein Khud se hi karta hoon main 100-100 kaseede tere naam ke Padhta hoon main

Saara din teri baatein Khud se hi karta hoon main 100-100 kaseede tere naam ke Padhta hoon main

Teri adaaon mein jo baat Kisi mein nahi hai Takda rawan

Taarifein teri karda rawan Tareefein teri karda rawan Taarifein teri karda rawan Tareefein teri karda rawan

Pehle kabhi maine dekha nahi aise Yoon chaand ko muskurate Bhoola hoon main mere ghar ka pata Tere mohalle mein aake

Teri nigahon mein jo baat Kisi mein nahi hai Takda rawan

Taarifein teri karda rawan Tareefein teri karda rawan Taarifein teri karda rawan Tareefein teri karda rawan

Behki si baatein karne laga hai Dil ho gaya shayrana Kehne laga hai tu hai shama Main to tera hoon parwana

Teri panahon mein jo baat Kisi mein nahi Takda rawan

Taarifein teri karda rawan Tareefein teri karda rawan Taarifein teri karda rawan Tareefein teri karda rawan

دیدگاهتان را بنویسید

نشانی ایمیل شما منتشر نخواهد شد. بخش‌های موردنیاز علامت‌گذاری شده‌اند *