ویشال میشرا Tu Bhi Sataya Jayega

دانلود آهنگ جدید ویشال میشرا به نام Tu Bhi Sataya Jayega

Vishal Mishra – Tu Bhi Sataya Jayega

متن موزیک Tu Bhi Sataya Jayega از ویشال میشرا Vishal Mishra

Yeh jo jagah jagah dard ki Kahaaniyan sunata hai Yeh jo jagah jagah dard ki Kahaaniyan sunata hai Farebi hai sab jhooth batata hai

Toda jayega tu bhi toda jayega Meri tarah tu bhi chhoda jayega

Toda jayega tu bhi toda jayega

Meri tarah tu bhi chhoda jayega Kitnon ke dil barbaad karega aag lagayega Tu sach mein kitna behaya hai Sach yeh samne aayega Toone bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega Haaye bada rulaya hai mujhe Ja tu bhi rulaya jayega

Toone bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega

Kitnon ko seene se lagaya Meri tarah sath sulaya

Kitnon ko seene se lagaya Meri tarah sath sulaya Aankhon mein teri paani nahi hai Sabko toone kitna rulaya

Ise sharm na aayegi zara bhi Baaz na aayega Tu sach mein kitna behaya hai Sach yeh samne aayega

Haaye bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega Jaana bada rulaya hai mujhe Ja tu bhi rulaya jayega Toone bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega

Kitnon ko hai maara Jeete jee haan toone Khwaab dikhaye pehle Phir khwaab unhi se chheene Tujhko to pata hai Hota haan khuda hai Munh kaise dikhlayega Haaye bada

Haye bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega Jaana bada rulaya hai mujhe Ja tu bhi rulaya jayega Toone bada sataya hai mujhe Ja tu bhi sataya jayega

Jab tak jee rahi hoon Yeh dua karti hoon Jab tak jee rahi hoon Yeh dua karti hoon Tu har roz mare Main jis tarah marti hoon

دیدگاهتان را بنویسید

نشانی ایمیل شما منتشر نخواهد شد. بخش‌های موردنیاز علامت‌گذاری شده‌اند *