Tum ho
Mere saare pehloo mein
Tum ho
Aate jaate chehero mein
Ho..rabb ki tarah har taraf tumhi ho
Tumpe likhun kya harf tumhi ho
Tumko padhu gaau main
Meri dhalti shaamo mein
Jo teri subah ghul jaaye
To raat ke soone pan ki
Har ek girah khul jaaye
Tum ho saare mere pehloo mein
Tum ho aate jaate chehero mein
Tumse pehle jaise khushiyon ki lazzat thi peheeki pheeki
Betartibi ka mere jeevan se naata tha najdeeki
Lekin jabse tum aaye ho
Lekin jabse tum aaye ho
Beet rahe hai khwaab sarikhi
Tum ho mann mein uthti lehron mein
Ishq se laakho naam jude hai
Chaahe ho badnaam mohabbat
Umar se bhaari bechani mein
Janmo ka aaraam mahobbat
Mujhko apne rang mein rang de
Mujhko bhi apne rang rang de
Karoon main bhi kaam mahobbat
Tum ho chal doon ya phir theheroo main
Tum ho... aate jaate chehro mein
O rabb ki tarah har taraf tum hi ho
Tumpe likhoon kya harf tum hi ho
Tumko padhu gaaun main
Meri dhalti shaamo mein
Jo teri subah ghul jaaye
To raat ki sune pan ki
Har ek girah khul jaaye