آرجون کنانگو Wada Hai

دانلود آهنگ جدید آرجون کنانگو به نام Wada Hai

Arjun Kanungo – Wada Hai

متن موزیک Wada Hai از آرجون کنانگو Arjun Kanungo

Tujhse shuru hua jo tujhse shuru Woh kissa tujhpe hi le hua khatam Hoga nahi yeh humse hoga nahi Kisi ko denge nahi teri jagah hum

Tere bina jiyein to kyun Yeh sawal baar baar aata hai Tere agar na ho sake Kisi aur ke na honge waada hai Kisi aur ke na honge waada hai

Wohi roz teri kami Wohi ankh mein hai nami Wohi dooriyan satayein Bata kya karun Jise tu na apna kahe Jahan tu na aake rahe Woh dil main khud tod doon

Hai aashiqi tu aakhiri Hai zid meri tu aakhiri Aansu mera meri hansi tu aakhiri

Tere bina main kuchh nahi Yeh khayal baar baar aata hai Tere agar na ho sake Kisi aur ke na honge waada hai Kisi aur ke na honge waada hai

Aaye na aaye marzi teri Yaara khuli hai baahein meri Teri gali se taa zindagi Hongi juda na raahein meri

Kissa yeh kyun aadha raha Yeh malaal baar baar aata hai Tere agar na ho sake Kisi aur ke na honge waada hai Kisi aur ke na honge waada hai

دیدگاهتان را بنویسید

نشانی ایمیل شما منتشر نخواهد شد. بخش‌های موردنیاز علامت‌گذاری شده‌اند *