Muskurate Hue
Gam Chupate hue
Murte hi ro diye
Ho ke juda
Mere sath jo tha jura
Tere naam mitate hue
Tu ho gaya tha juda
Fir v tha jura
Ho ke yun tanha kaha jaye
Koi garh thikana toh hai nahi
Tujhe wapas aana toh hai nahi
Tujhe wapas aana toh hai nahi
Kismat mai likha tha rona
Koi muskurana toh hai nahi
Tujhe wapas aana toh hai nahi
Tujhe wapas aana toh hai nahi
Hai nahi…
Dekh lete jo haal ye mera
Rok na pate aasu nighaho se
Chor ke humko tum ja rahe the
Piche the bhage tere nange paaw se
Chor ke humko tum ja rahe the
Piche the bhage tere nange paaw se
Na ho kar vi naam tera muhjubani
Par milana toh hai nahi
Tujhe wapas aana toh hai nahi
Tujhe wapas aana toh hai nahi
Kismat mai likha tha rona
Koi muskurana toh hai nahi
Tujhe wapas aana toh hai nahi
Tujhe wapas aana toh hai nahi
Kaise mai tujhse nazare milau
Befikri mai gawai Mohabbat
Kaise fir se mai pau
Aaj hum dono ko milake
Mera naseeb ro diya
Behtar ki talaas mai
Behtarin kho diya
Ab yeh hi hai dua
Hum se bekhbar tu rahe
Tumhe fir satana toh hai nahi
Mujhe fir se aana toh hai nahi
Mujhe fir se aana toh hai nahi
Tumhe wapas aana toh hai nahi
Tumhe wapas aana toh hai nahi
Kismat mai likha tha rona
Koi muskurana toh hai nahi
Tujhe wapas aana toh hai nahi
Tujhe wapas aana toh hai nahi