Zindagi Bata De Kyon Tu Khafa Hai
Sansein Hi Toh Le Raha Hoon
Ye Bhi Kya Gunaah Hai
Zindagi Bata De Kyon Tu Khafa Hai
Sansein Hi Toh Le Raha Hoon
Ye Bhi Kya Gunaah Hai
Mere Apne Bhi Apne Nahi Hain Kyon
Mere Sapne Nahi Hai Nahi Hai Kyon
Mujhe Khudse Umeedein Hain Na Jaane Kyon
Logon Se Umeedein Nahi Hain Kyon
Meri Barbaadi Chahat Saaro Ki Thi
Ek Fehrist Lambi Rishtey’daron Ki Thi
Mujhe Ik Shaks Apna Nahi Kyon Dikha
Kal Mehfil Mein Bheed Hazaron Ki Thi
Zindagi Bata De Kyon Tu Khafa Hai
Sansein Hi Toh Le Raha Hoon
Ye Bhi Kya Gunaah Hai
Zindagi Bata De Kyon Tu Khafa Hai
Sansein Hi Toh Le Raha Hoon
Ye Bhi Kya Gunaah Hai
Maine Jaana Ye Duniya Sirf Matlab Se Chalti Hai
Ho Gayi Mohabbat Ye Meri Hi Galti Hai
Apno Ko Khone Dar Nahi Kisi Ko
Duniya Hai Babu Paise Se Darti Hai
Dikhta Hai Nukhsaan Dikhta Nafaa Hai
Paiso Se Bikti Hai Bikti Wafa Hai
Har Cheez Ka Mol Hota Yahan Pe
Laakhon Rupee Ki Ek Ek Adaa Hai
Zindagi Bata De Kyon Tu Khafa Hai
Sansein Hi Toh Le Raha Hoon
Ye Bhi Kya Gunaah Hai
Zindagi Bata De Kyon Tu Khafa Hai
Sansein Hi Toh Le Raha Hoon
Ye Bhi Kya Gunaah Hai
Mere Yaar Mar Jaana Hai Jaana Hai
Zindagi Haqeeqat Hai Ya Fasana Hai
Jana Hai Jaana Hai Jaana Hai
Zindagi Haqeeqat Ya Fasana Hai
Zindagi Bata De Kyon Tu Khafa Hai
Sansein Hi Toh Le Raha Hoon
Ye Bhi Kya Gunaah Hai.