Kal bade zor ki barsaat hui
Kal bade zor ki barsaat hui
Meri tumse pehli pehli mulaqat hui
Meri tumse pehli pehli mulaqat hui
Baarish to bass ek bahana tha
Tere joh nazdeek aana tha
Aankhon se teri joh aankhein mili
Meri saansein tham gayi
Chup rahen najaro se saari baat huyi
Chup rahen najaro se saari baat huyi
Meri tumse pehli pehli mulaqat hui
Mulaqat hui
Ha barsat huyi mulaqat hui
Ha sara sahar so raha tha
Tum thi khoyi masti mein
Jaise koi chand khoya ho
Taron ki basti mein
Naino mein tere sararat thi
Apni bhi thodi sarafat thi
Lekin jo dil mein thi chahat chupi
Hothon pe aa gayi
Iss tarah phir pyar ki suruaat huyi
Iss tarah phir pyar ki suruaat huyi
Meri tumse pehli pehli mulaqat hui
Meri tumse pehli pehli mulaqat hui
Resham si tu aur sawan mahina
Dil mera jaye pighal yeh kahina
Boonde lapete huye hein badan pe
Tu badlon se churake
Jaaye jidhar tu najar meri jaaye
Kya dar hein tu agar jigar le bhi jaaye
Diwanepan ki hadon se gujar gayi
Dil ki ye lagi
Bequraari mein hi aadhi raat huyi
Bequraari mein hi aadhi raat huyi
Meri tumse pehli pehli mulaqat hui
Mulaqat hui
Joh barsat huyi mulaqat hui.