Woh honth joh maine choome the
Sau jhooth unhi se bolegi
Woh honth joh maine choome the
Sau jhooth unhi se bolegi
Tujhe dekh ke toh lagta nahi tha
Tu aur kisi ki ho legi
Tu dhokha hain yeh sabne kaha
Tu dhokha hain yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyar kiya
Maine bewafa se pyar kiya
Maine bewafa se pyar kiya
Tu dhokha hain yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyar kiya
Aisa koyi saal beeta naa koyi maheena
Dil pe jab judai wali aariyan chali naa
Aisa koyi saal beeta naa koyi maheena
Dil pe jab judai wali aariyan chali naa
Aaya nahi kabhi mujhe
Tere bin ek paal jeene
Ik baar nahi karna tha joh
Haan ik baar nahi karna tha joh
Woh jurm-e-wafa sau baar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyar kiya
Maine bewafa se pyar kiya
Maine bewafa se pyaar kiya
Tu dhokha hai yeh sabne kaha
Par maine hi inkaar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyar kiya
Haaye kitne pyare the
Woh ishq ke irade
Baant lenge ashq saare
Hum dono aadhe aadhe
Haaye kitne pyare the
Woh ishq ke irade
Baant lenge ashq saare
Hum dono aadhe aadhe
Tu hi baata kahaan gaye
Tere sab kasmein vaade
Joh toot chuki thi tukdon mein
Joh toot chuki thi tukdon mein
Uss naav pe dariya paar kiya
Yeh dard mujhe milna hi tha
Maine bewafa se pyar kiya.