سونو نیگام Bitter Betrayals

دانلود آهنگ جدید سونو نیگام به نام Bitter Betrayals

Sonu Nigam – Bitter Betrayals

متن موزیک Bitter Betrayals از سونو نیگام Sonu Nigam

Naaz tere marr ke bhi Hans ke uthaaye hain Aashkon ke moti Teri yaad mein bahayein hain

Sunn kabhi shor mere Dil ki pukar ka Sunn kabhi shor mere Dil ki pukar ka

Yaar ne hi loot liya Ghar yaar ka

Achha sila diya Tune mere pyar ka Achha sila diya Tune mere pyar ka

Yaar ne hi loot liya Ghar yaar ka

Achha sila diya Tune mere pyar ka Achha sila diya Tune mere pyar ka

Yaar ne hi loot liya Ghar yaar ka Achha sila diya Tune mere pyar ka

Aashkon ke mala Mere gale pehna ke Kush hain woh Ghar kisi aur ka basa ke Aa aa..

Aashkon ke mala Mere gale pehna ke Kush hain woh Ghar kisi aur ka basa ke

Kar diya khoon dekho Mere aitbaar ka Kar diya khoon dekho Mere aitbaar ka

Yaar ne hi loot liya Ghar yaar ka

Achha sila diya Tune mere pyar ka Achha sila diya Tune mere pyar ka

Yaar ne hi loot liya Ghar yaar ka Achha sila diya Tune mere pyar ka

Naa din ko sukoon hai sakir Naa raat ko sukoon hai Yeh kaisa humpe umad Ishq ka junoon hai

Joh rachaaye hain tune Haat mehendi se Woh mehendi nahin hai Mere dil ka khoon hai.

دیدگاهتان را بنویسید

نشانی ایمیل شما منتشر نخواهد شد. بخش‌های موردنیاز علامت‌گذاری شده‌اند *