Lakh vaari haath chhod de
Lakh vaari dil yeh tod de
Chhodke main tujhe na
Jaunga kahin
Hakk tujhe hai yeh ishq mein
Mujhse nazar chahe mod le
Meri aankhon ko to yeh
Hakk mila nahi
Ek tu hi to hai
Tere jaisa yahan
Baaki sara jahan khamakha
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri Heer
Main banu tera Ranjhana
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri Heer
Main banu tera Ranjhana
Tera gussa teri mohabbat
Dono hain mere
Dil bhi kya hai jaan bhi de doon
Kehne pe tere
Tere bina hai sab kuch lekin
Tu jo mile
Duniya kya hai rab se bhi main
Rakhun faansle
Dhadkano ka safar
Tere bin ho magar
To yeh jina hai kis kaam ka
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri Heer
Main banu tera Ranjhana
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri Heer
Main banu tera Ranjhana
Mere hathon se nikal ke tu
Lakeeron mein bhi aa jaana
Yeh zid hai pagal se dil ki
Isse bas tujhko hai paana
Ibadat kar baitha teri
Khuda bhi tujhko hai maana
Meharban ho jaaye gar tu
Karunga tera shukrana
Likh diya hai dhadkano pe
Lafz bas tere naam ka
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri Heer
Main banu tera Ranjhana
Hai matlab teri yaari se
Kya lena duniyadari se
Tu ban meri Heer
Main banu tera Ranjhana
Tu ban meri Heer
Main banu tera Ranjhana