Oh mere humsafar
Pyaar ki raah par
Saath chale hum magar
Kya khabar
Oh mere humsafar
Pyaar ki raah par
Saath chale hum magar
Kya khabar
Raaste mein kahin
Reh gaye humnashin
Tum kahan, main yahan
Tum kahan, main yahan
Jaane jaa dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din
Main yahaan se wahaan
Jaane jaa dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din
Main yahaan se wahaan
Dil machalne laga
Yoon hi dhalne laga
Rang bhara pyaar ka
Yeh samaa
Hath aise mein bass
Chodkar chal diye
Tum kahan, main yahan
Tum kahan, main yahan
Oh Jaane jaa dhoondti phir rahi
Hoon tumhe raat din
Main yahaan se wahaan.