Itna zaroori hai ankhon ko tu
Jaise neend ko khwaab hai
Saare jahaan se huyi bekhabar
Tu hi bass mujhe yaad hai
Dil ko kya pataa hai jaana kahaan
Tere saath hun yeh kam toh nahi
Yeh dil manzilein nahi jaanta
Tere pass hun yeh kam to nahi
Tere pass hun yeh kam toh nahi
Mere chehre par bhi ab toh
Tera chehra rehta hai
Khushiyaan banke in palkon pe
Tu hi thehara rehta hai
Main mere bin reh lun magar
Hoga ghuzara tere bin nahi
Yeh dil manzilein nahi janta
Tere pass hun yeh kam toh nahi
Tere pass hun yeh kam toh nahi