Joy dekhe ek baar ko
Palat ke baar baar woh
Khuda jaane kyoon tujhe
Dekhne lagta hai
Sach bolun iman se
Khabar hai aasmaan se
Hairat mein chaand bhi
Tujhko takta hai
Ki koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hai
Khoobsurati par teri
Khud ko maine qurban kiya
Muskura ke dekha toone
Deewane par ehsan kiya
Khoobsurati par teri
Khud ko maine qurban kiya
Muskura ke dekha toone
Deewane par ehsan kiya
Dhoop bhi tere roop ke
Sone pe qurban hui hai
Teri rangat pe khud ho
Holi ki rut hairaan hui hai
Tujhko chalte dekha
Tab hirnon ne sikha chalna
Tujhe hi sunke koyal ko
Sur ki pehchan hui hain
Tujhse dil lagaye joh
Urdu na bhi aaye toh
Shakhs wo shayari karne lagta hai
Ki koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hain
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat
Kaise ho sakta hain
Khoobsurati par teri
Khud ko maine qurban kiya
Muskura ke dekha toone
Deewane par ehsan kiya
Khoobsurati par teri
Khud ko maine qurban kiya
Muskura ke dekha toone
Deewane par ehsan kiya.