Kya kahein hum tumhein
Kitne betaab hain
Aa rahe aap nazaar
Aap hi aap hain
Jin nigahon mein kal
Neend bhi thi nahi
Aaj un aankhon mein
Khwaab hi khwaab hain
Aake tere baahon mein
Har dard muskura gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe joh sanam aa gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe joh sanam aa gaya
Pass aa gaye hain tere
Door naa raha gaya haan
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe joh sanam aa gaya
Aisi shaam ka humein
Kab se inetzaar tha
Faaslon mein kam nahi
Hua mera pyaar tha
Dil se chahe poochh ke
Dekh lena baat yeh
Humein maalum tha
Humein aitbaar tha
Ho pass aa gaye hai dono
Door naa raha gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe joh sanam aa gaya.