Mujhe lagta thaa
Nashe mein tujhe bhool jaunga
Mujhe lagta thaa
Nashe mein tujhe bhool jaunga
Tu aur yaad aayi
Toh laga aisa nahi karte
Tu aur sharaab dono ek jaise ho
Dono nasha karte hain
Wafaa nahi karte”
Bahaaron ki rutt hai
Phir bhi mere
Bahaaron ki rutt hai
Phir bhi mere
Baag ka phool
Murjhaya hua hai
Sharaab peete peete
Jiske haath kanpte ho
Toh yeh samjho woh
Yaar ka sataya hua hai
Sharaab peete peete
Jiske haath kanpte ho
Toh yeh samjho woh
Yaar ka sataya hua hai
Hum peete nahin hai pilaayi gayi
Ab tak naa woh bhulayi gayi
Joh qabron pe baith ke shayari kare
Ho woh zakhmon ne
Shayar banaya hua hai
Sharaab peete peete
Jiske haath kanpte ho
Toh yeh samjho woh
Yaar ka sataya hua hai
Mere yaar peete peete
Jiske haath kanpte ho
To ye samjho woh
Yaar ka sataya hua hai
Ho maine bhijwayi
Use jhoothi khabar
Ke duniyan se
Door main pakka hua
Ho maine bhijwayi
Use jhoothi khabar
Ke duniyan se
Door main pakka hua
Ho tujhpe joh marta tha
Marr gaya jaani
Tumne kaha chalo accha hua!
Ho logon ko dekha
Dafnate hain log
Ho maine mujhe
Dafnaya hua hai
Sharaab peete peete
Jiske haath kanpte ho
Toh yeh samjho woh
Yaar ka sataya hua hai
Mere yaar peete peete
Jiske haath kanpte ho
Toh yeh samjho woh
Yaar ka sataya hua hai
(Sataya hua hai)
(Sataya hua hai)
Hai rabb yahaan toh baat kare
Ho mujhse kabhi mulaqaat kare
Hai rabb yahaan toh baat kare
Ho mujhse kabhi mulaqaat kare
Toote dilon ko jode nahin
Kaise woh din ko raat kare (raat kare)
Main sach bolun
Rabb yahaan hai hi nahin
Bass logon ne
Paagal banaya hua hai
Sharaab peete peete
Jiske haath kanpte ho
Toh yeh samjho woh
Yaar ka sataya hua hai
Mere yaar peete peete
Jiske haath kanpte ho
Toh yeh samjho woh
Yaar ka sataya hua hai
“Main paagal hun
Aur bohot paagal hun
Main paagal hun
Aur bohot paagal
Par yeh bhi baat hai
Ke dil saccha hai
Chhen toh leta tujhko
Sareaam main
Par masla yeh ke
Shohar tera aadmi accha hai