Aaye do jahaan ke maalik
Sunn le meri ghuzarish
Mere jigar ke tukde
Ke vaaste yeh khwaahish
Woh jahaan bhi jis jagah ho
Tera haath sar pe rakhna
Hardum haar ghadi haan
Tu fikar uski karna
Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Bass khairiyat se rakhna
Kabhi tezz dhoop uska
Badan jala naa paaye
Kabhi baarishein bhi usko
Beemar kar naa paaye
Ho lihaaf tann pe uske
Tere hathon se tu dhakna
Usko lage naa thokar
Itna karam tu karna
Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Bass khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Bass khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna
Use khairiyat se rakhna.